Video edit karne ki jarurat to sab ko padte hai chahe vo koi youtuber ho ya koi profissnol persion ho ya fir simple persion ho sabhi ko editing ki jarurat padte hai aaj ki post mai aap sub ko video editing ka top 10 app ka bare me batane wala hu.ya sabhi andorid apps hai in sabhi apps ki help se aap apne phone se bilkul pro video editing kar payenge.
Table of Contents
Top 10 video editing apps for Android mobile 2020
Aaj mai aap ko jitne bhi video editing karne ka apps ke bare me bataonga vo sabhi world ke top 10 android video editing apps hai aur sabhi bilkul free hai jinka aap ko koi paisa nahi dena hoga.
Video ko kyu edit karte hai ?
- Dosto aap editing ka jarye koi aisa seen bana sakte ho jo realty me impossible ho jaise ki aap sub na movie me dakha hi hoga.
- Dosto video me editing karne se video ka look change ho jata hai
- video edit karne se video ka koi bhi part ko cut trim ya crop karke aap apne hisab se arrange kar sakte hai aur video me editing karke koi bhi effects dala ja sakta hai.
- Video ko edit karke video aap aap bahut se filter add kar sakte hai
- Video edit kar ke aap video ki quality achche kar sakte hai
video editing ka top 10 softwere ka bare me maine nicha bataya hai jinse aap apni video edit kar sakte hai
Abhi jo aapko best editing apps ke bare me batane wale hai vo android apps hain agar aap computer ke best video editing apps ke bare me jaanna chahte hai to aap comment jarur karen fir hum computer ke best video editing software ke bare me hum post likh denge.
Also Visit: gizmoconcept
video editing karne ka top 10 apps
Dosto aaj jo video editing ka apps ka bare me bata raha hu android ka subse achche 10 softwere hai in apps se aap android phone se hi best editing video me kar paoga aur ya sabhi apps bilkul free hai ager aap chahe to inke paid version bhi use kar sakte ho.
1. Kine Master
Dosto kine master ek bahut hi best video editing softwere hai ya app android phone se video editing ka liye banaya gaya hai is app ki madad se aap jaise chaho vaise video edit kar sakte ho. is app ki khas baat ya hai ki is aap me aap layer add karke video editing kar sakte hai.matlab kise bhi video me multipal cheje add kar sakte hai. is app ka jarye kise bhi type ka effect apne background me daal skte hai aur ise app ka jarye aap video ka background bhi change kar sakte hai.
Isme aap ko ye features milenge:-
- Trim
- Cut tool
- Audio effect
- Text tool
- Video layer
- Image layer
- Green screen
dosto kine master ek paid app h lakin aap is app ka free version bhi use kar sakte ho lakin paid version me bahut sare extra future milte hai. Kine master app ko download karne ka liye aap play store me kine master search kare ya yaha click kare.
Also read
- whatsapp account ko secure kaise kare
- online photo editing kaise kare
- koi bhi movie kaise download kare
2. Power director
Dosto power director bhi bahut hi achcha aur bahut hi populor video editing software h is app se aap bahut hi achche video editing kar sakte hai jyada tar toutuber ise app ko use karke video editing karte hai. dosto ya bhi ek paid app h lakin aap iska free version use kar sakte h. dosto is aap ka paid version me bhi kuch khas options nahi hote bus kuch hi extra option milte h jaise power driector ka free version se video edit karne per watermark aa jata h lakin paid version me water mark nahi hota. power drictor ka free version me bhi aap ko kaam ka option mil jate h jisse aap video editing kar sakte hai. Ager aap ya app download Karna chahte Hai to play store me power drictor search kare ya yaha click kare
3. Inshoot- video editor
Inshoot sabse popular video editing ka android app hai isse aap bahut hi achche aur koi bhi movie ya video hd me edit kar sakte hai.isse aap youtube,facebook,instagram,messenger,musical.ly,tik tok, etc ka liye video edit kar sakte hai
Is app se aapko jitne ki jarurat hai utna apne video ko trim ya cut kar sakte ho aur split bhi kar sakte hai.jaise video quality ki aap ko jarurat ho vaise hi quality me video ko export kar sakte ho aur is app me aapko video compress karne ka bhi option bhi mil jata h jisse video ka size bina quality loss kiya compress kar sakte hai.ager aap ek crator ho to aap ko ya editing softwere jarur use karna chaihye ya app bhi play store per hai aap vaha se ise install kare ya yahan click kare.
4. Filmora go
Dosto filmora video editing ka liye bahut hi popular softwere hai lagbgag sabhi youtubers filmora use karte hai is time filmora na apne andorid app bhi bana di h jo totaly free hai jiska use aap sub andorid mobile me karke video editing kar sakte hai.
Is app se aap apne koi bhi video clip ko normaly trim ya cut kar sakte ho.music aur videos pe txt add kar sakte hai ya videos me music add kar sakte h. ya app bhi play store per avilable hai aap vaha se download kar sakte hai ya yahan click kare.
Filmora ke features
- Trim
- Cut
- Photo add
- Audio add cut
- Text add
- Video filter
5. Quik free editor
Quik free editer bahut hi achcha app h aap is app se 75 se jyada photo aur videos ko edit kar sakte hai is aap se aap apne videos ko trim, crop, cut etc kar sakte hai aur bahut sare effect bhi is video me mil jate hai jinka use karke video ko bahut hi achche editing kar sakte hain. is app ko bhi aap play store se download kar sakte hai ya yaha click kare.
6. Video editor
ya video editor bhi bilkul free hai issse bhi aap apne video ko edit kar sakte h is app se aap videos ko cut,trim,crop, rotate kar sakte hai aur is app se apne video me slow motion effect bhi add kar sakte hai aur apne videos ya image me awesome font ka sath text bhi add kar sakte hai. ya editor bhi play store per avilable hai aap waha per video editor ko search karke install kar sakte h ya yaha click karke download kar sakte hai
7. Funimate
Dosto ager aap short video banate h tik tok,like ya kisi bhi app per to ya editor aap ka liya banaya gaya h ager aap tik tok etc per video banate hai to mai aapko recomment karunga ki aap ise softwere se editing kare kyuki is app me aap bahout se aise effecting tool mil jate hai jinka use kar karke aap appne video ko profisnol look da sakte ho. jaise ki aaj kaal tik tok pe loog effect use karte hai ise aap playstore se install kar sakte hai ya yahan click karke download kare.
8. Androvid editor
Top 10 video editing app ki list me 8 number per androvid video editor ko humne rakha h aap is app ka bhi video editing me use kar sakte hai.is app se aap video ko trim,video ko reverse, multiple video kon join,,video me music add kake video edit kar sakte hai ya app bhi ply store se install kar sakte hai ya yahan click karke bhi install kar sakte hai.
9. Action director
action director bhi video editing softwere h isse bhi aap kisi bhi type ki video edit karke apne video ka look badal sakte hai isse video ko trim,cut,crop, split, etc kar sakte hai. dosto is app ki downloading 5 million hai aur iske rating 5.5 ki hai jo kafi achche mane jate hai. action drictor ko aap google play store se download kar sakte hai ya yahan click karke download kar sakte hai
10. viva video
dosto humare top 10 video editing mobile apps ki list me jo last app ata hai vo viva video editor app h aap viva video se bhi video edit kar sakte h ya bhi kafi jyada popular app hai is play store per is app ki downloading 100 million hai aur iski ratting 4.6 ki hai jo ki kafi jyada trustable mana jata hai. viva video ko aap play store se download kar sakte hai ya yahan click karen.
In sabi apps ki madad se aap apni video ko edit karke ek proprofessional look de sakte hai jo ki bilkul pc ki edit video ke jaisi lagegi
Conclusion
Is article me humne aapko best videos editing karne wale aaps ke bare me bataya jinki madad se aap apne koi bhi video edit kar sakte hai
Is post me humne jana
- Top 10 video editing apps for Android mobile 2020
- Video ko kyu edit karte hai ?
- video editing karne ka top 10 apps
to finaly dosto kaise lage ya post ager achche lage ho to apne friends ka sath share kare aur ager koi sawal hai to commment karke pocha daly aise hi post ka notifecation pane ka liye email id enter karke submit kare.
nice article ali raja bhai very helpful article
Ali Raja bhai yeh website kaise banai hai mujhe bhi banana hai kya aap mujhe bta sakte hain
Yes email contact karo
Ali bhai please help me
jab hum blog me post likhte hai to usme ek heading( h1) use kar sakte hai ya title hi h1 HOTA hai. plese bateye plse
h1 tag title me use hota h h2 se use karo
Nyc Information about video editor